Movies Dialogues - Watching Movies Whatsapp Status

Get latest collection of movies dialogues and watching movie status for whatsapp, facebook etc.

Monday 13 June 2016

23rd March 1931: Shaheed Dialogues | Bhagat Singh Freedom Fighter | Dialouges Status

23rd March 1931: Shaheed Dialogues | Bhagat Singh Freedom Fighter

Marna toh ek din hum sabko hi hai ... lekin maut aaisi ho jise sab yaad rakhe.
Inquilaab ke liye kurbaanio ki zaroorat hoti hai ... khoon ki zaroorat hoti hai.
Jazbaat aur josh ki umar zyada nahi hua karti.
Is ghulam Hindustan mein agar meri shaadi hui ... toh sirf maut se hogi ... aur mere baraati honge is watan ki aan mein kurbaan hone waale shaheed.
Woh hum mein maar sakte hai ... lekin hamare khayalo ko nahi, humaare maqsad ko nahi.
Hindustani hai hum, Hindustan hai hamara ... mudh jao Simon jahan desh hai tumhara.
Bhook mazboot se mazboot aadmi ko todh deti hai.
Savera hone se pehle ... andhera bahut gehra ho jaata hai.
Yahan insaaf nahi hone waala ... yahan sirf jhoot kaha jayega, jhoot suna jayega aur jhoot likha jayega.
Soora so pehchaniye joh lare deen ke het ... purja purja kat marre, kabh hoon na chhade khet.
Lakh baando tum hum mein zanjeer se ... waqt par niklenge phir bhi teer se.
Yeh jitne ghaav hai seene pe, sab phoolon ke ghuche hai ... hum mein pagal hi rehne de, hum pagal hi achche hai.
Shareer jitna adhik sukh paata hai ... utna hi adhik sukh chahta hai.
Sirf pistol aur bomb kabhi inquilaab nahi la sakte ... balki inquilaab ki talwar vichaaron ki saan par tezz hoti hai.
23rd March 1931: Shaheed Dialogues
23rd March 1931: Shaheed Dialogues

No comments:

Post a Comment