Movies Dialogues - Watching Movies Whatsapp Status

Get latest collection of movies dialogues and watching movie status for whatsapp, facebook etc.

Tuesday 14 June 2016

Agneepath (1990) Dialogues | Bollywood Action Film | Dialouges Status

Agneepath (1990) Dialogues | Bollywood Action Film

Dushman se agar fayda ho ... toh usko apna dost banalo..
Vijay Dinanath Chauhan ... poora naam..
Galat cheez banaya telephone ... udhar se aadmi soochta kuch hai, bolta kuch hai, karta kuch hai..
Is duniya mein tarakki karne ke liye ... na bolna bahut zaroori hai..
Apna ussool kehta hai ... har galati ki saza maut hai ... sirf maut!..
Sawaal jis zabaan mein kiya jaye ... jawaab us hi zabaan mein dena chahiye..
Kehne ko yeh shehar hai, sirf kehne ko ... par idhar jungle ka kanoon chalta hai..
Waqt pe pahunchneka apna purana aadat hai..
Idhar har taqatwar apne se kam ko maarkar jeeta hai malum? ... maarkar..
Apna ussool kehta hai ... jab dushman ki umar badh jaaye toh usse dosti karlo ... apni umar badh jaati hai..
Yeh che foot ka body ludkane ke liye char inch ka goli kam pad gaya malum?.
Aaj shaam che bajhe maut ke saath apna appointment hai..
Manzil ko paane ke liye insaan jab apne hi aasoon, khoon aur pasine mein lat-pat ho jaata hai ... toh mushkilen uska raasta kabhi nahi rok sakti...
Apna ussool kehta hai ... agar fayda ho toh jhoot ko sach maan lo ... dushman ko dost bana lo..
Kamzor ki dosti ... taqatwar ke vaar ko kam kar deti hai..
Andhere ko agar mitaana ho ... toh diye ko apne sarr mein aag lagani padti hai..
Buzdil hota hai woh insaan joh doosre ke bataye huye paap ke raaste par chalkar ... apni sharafat ko apne pairo tale raund daalta hai..
Sachchai ke raaste par chalne waalo ko ... duniya ki parwah nahi karni chahiye..
Apna ussool kehta hai ... daayen haath se jurm karo ... baayen haath ko pata bhi na chale..
Is duniya mein zinda rehne ke liye ... bhigda hua hona bahut zaroori hai..
Agar aaisa ho gaya toh apna khopdi phir jayega ... aur tumhara mundi kat jayega..
Insaan bhi pehle janwar tha ... sadiyan lagi usse janwar se insaan banne mein ... lekin tujhe insaan se janwar banne mein zara bhi waqt nahi laga..
Tum apni maut ki taraf chal nahi ... balki daud rahe ho..
Maine tumhe maa ke kadmo ke neeche swarg dhoondne ka paath padaya ... aur tum tawaif ke kadmo ke neeche nark dhoondne chale aaye ho..
Sirf tere haath hi nahi ... tera shareer, teri aatma, sab maile ho chuke hai..

No comments:

Post a Comment