Movies Dialogues - Watching Movies Whatsapp Status

Get latest collection of movies dialogues and watching movie status for whatsapp, facebook etc.

Friday 17 June 2016

Annarth Dialogues | Bollywood Action Film | Dialouges Status

Annarth Dialogues | Bollywood Action Film

Bewafaa aadmi khuda se gabra jaata hai ... aur sacha pyar hai na khuda se takra jaata hai.
Bewajah log kahan marte hai ... yaar hi bewafai karte hai.
Yeh dhanda hai na bewafaa aurat ki tarah hai ... bewafai par utar aaye toh kangaal kar deta hai ... aur wafaadari par utar aaye toh malamaal.
Usse giraftar mat karna, uspar muqadma mat chalana, usse phansi ki sazaa mat dena ... kuch bhi ho jaye usse zinda mat chhodna.
Is jahaan mein aaye ho toh kuch aaisa karo kadardaan ... ke jis gali se guzro toh awaaz aaye, abbajaan abbajaan.
Aadmi agar thode time ke liye pareshaan hai na ... toh matlab time kharab hai ... aur aadmi agar hamesha pareshaan hai na ... toh samajh lena ki aadmi kharaab hai.
Pyar maanga tha, judaai nahi ... wafaa maangi tha, bewafai nahi.
Janta hai tu ki danger naam hai mera ... aur main janta hoon ki kya kaam hai tera.

No comments:

Post a Comment