D-Day Dialogues | Bollywood Thriller Film
Trigger kheench ... mamla mat kheench ... khinch gaya na toh bahut takleef doonga
Galatiya bhi rishto ki tarah hoti hai ... karni nahi padti ... ho jaati hai
Tum logon ke saath soti ho aur main logon ko sulata hoon
Yeh mulk toh meri maa hai ... aur Mumbai shehar meri mashooka
Sirf insaan galat nahi hote ... waqt bhi galat ho sakta hai
Aaj joh kahani khatam kar di hai humne ... isse sunaane waale toh bahut honge ... darr toh yeh hai ki, shayad isse sunne waala koi nahi hoga
Koi bhi mission mera ya tumhara nahi ... desh ka hota hai
Jitne saare log ... utni kamzoriya
Duayen apno ke liye li jaati hai
Zinda laane ki zaroorat nahi ... murde bhi chalenge
Bikte toh sabhi hai ... kuch paiso se kuch jazbaat se
No comments:
Post a Comment