Daava Dialogues | Bollywood Drama Film
Kanoon saboot ka mohtaj hai ... lekin jis din mere haath saboot laga ... tum logon ko pagal kutton ki tarah ghaseeta hua le jaonga
Insaan ko agar lalach ki pyaas lag jaye ... toh woh kitne hi rishton ka khoon kar sakta hai
Jab jab dega Ravanraj adharm aur anyay ko bagaava ... tab tab aayenge adharm vinashi, yeh hai daava
Mitt nahi sakti insaaniyat, mitte chahe insaan ... gupt neeti chalaye jitni chahe haivaan ... kehti hai yeh dharti, kehta hai aasman ... dharm rakshak hai sabse hi mahaan
Zameen, jaidaat ka lalach hi kuch aaisa hove che ... ke jiske dil mein ek baar aa jave ... uske dil se saare rishton ki dor hi toot jaati hai
Joh aag bhujti nahi ... usse bhuja diya jaata hai
Bina saboot ka mujrim bhi apradhi hota hai
Is zameen par itihaas hamesha apne aapko daurahta hai
No comments:
Post a Comment