Daulat Ki Jung Dialogues | Bollywood Action Film
Daulat insaan ki zaroorat hoti hai ... lekin agar woh kamzori ban jaye, toh phir musibat ban jaati hai
Lalach ki zameen par daulat ki fasal kabhi nahi ughti
Pyar mohabbat ka rishta ... kisi pabandi ka mohtaj nahi hota
Kehte hai gusse mein ladki ki khubsoorati aur badh jaati hai
Daulat ki jung mein toh sab jayaz hai
Girne waala gehrai thodi dekhta hai
Adhikar maange se nahi milta ... usse cheenna padta hai
Shaitaan chahe mahal mein rahe yah jhopde mein ... woh shaitaan hi kehlata hai
No comments:
Post a Comment