Deedar Dialogues | Bollywood Drama Film
Har kamyab insaan ke dushman zyada aur dost kam hote hai
Rupaiyon mein woh taqat hai ... ki imaandar se imaandar insaan ki bhi neeyat bighadte derr nahi lagti
Jumma aaye, jumma jaye ... lekin is chumme ki nishani kabhi na mitne paye
Jab jab dharm ki haani aur adharm ki vriddhi hoti hai ... tab tab swayam Sri Krishna ji kisi bhi roop mein aakar ... dushton ka naash aur sajjanon ki rashka karte hai
Tum toh aaise zaleel insaan ho ... ki tumhe agar munafa nazar aaye toh dharti maa toh kya ... tum toh apni sagi maa ko bhi bech doge
No comments:
Post a Comment