Mujhe ladne waale nahi ... jeetne waale log chahiye
Baar baar achcha banne ki koshish karta hoon main ... aur baar baar yeh duniya mujhe achche se bura bana deti hai
Do gaz zameen toh mili, mitti naseeb na hui ... zalim zamane ne hamari kabar baraf mein bana di
Achcha bhi laga aur bura bhi ... achcha laga teri himmat dekh kar ... aur bura laga tera anjaam sooch kar
Do hazar crore ka malik ho yah sadak par bhaukne waala kutta ... marne se pehle dono ki aankhon mein khauff ek sa hi nazar aata hai
Chess ki game mein paidal chalne waale yeh sipahi, dekhne mein sabse chota lagta hai ... par agar yehi sipahi bina katte, bina jhuke aathve ghar tak pahunch jaye ... toh na sirf vazir ki jagah le sakta hai ... balki badshah ko bhi maat de sakta hai
Maal mil gaya toh meri awaaz tu dubara nahi sunega ... aur agar nahi mila toh koi teri awaaz dubara kabhi nahi sunega
Saath toh nahi, peeche peeche hi sahi ... magar aayenge hum wahan, tum jaoge jahan
Jab tak insaan ke mann mein hamara darr hai ... tab tak hum usse ungliyon pe nacha sakte hai ... darr khatam toh hum khatam
No comments:
Post a Comment