Gandhi My Father Dialogues | Bollywood Historic Drama Film
Sharaab meri dawa hai aur mera dard bhi hai
Mandir, masjid aur gurudwara ho ... yahi mazhab bane bas hum sabhi ka ek ... Vande Mataram, Vande Mataram, Vande Mataram
Schooli shiksha kitaabi gyan deti hai ... charitra ka nirmaan nahi karti
"Karo ya maro" ... hum Bharat ko azaad karenge ya phir ussi koshish mein apni jaan dedenge
Mere tukde tukde kar daalo par main apne desh ke tukde nahi hone doonga
Gandhi se bada is desh mein kuch nahi hai
Mere saath toh ladne ke liye saari zindagi padi hai ... par desh ke liye ladne ka yeh shayad aakhri mauka hai
Hindustan ka dil uske gaon mein dhadakta hai
No comments:
Post a Comment