Gopi Kishan Dialogues | Bollywood Drama Film
Mere do do baap ... mere do do baap!
Zaroori nahi hai ki jail mein rehne waala har insaan ... mujrim hota hai
Main marne se nahi darta ... is liye ki maut is zindagi se zyada bhayanak nahi ho sakti
Saanp ke bil mein haath dalne waala ... uska zeher bhi uttarna jaanta hai
Aapki kalai ka naap le raha tha ... hathkadi ka order dene ke liye
Jurm hi uska pesha hai ... aur daulat uska dharm
Bhale zindagi mein mujhe koi medal na mile ... magar main is medal lagne waale vardi par, ek medal jitna chota daag bhi lagne nahi doonga
No comments:
Post a Comment