Zindagi mein sirf ek hi aadmi se daro ... jise maut ka darr nahi
Main apne area mein pehle gair kanooni dhande band karta hoon ... aur phir dhande karne waalon ko
Dhanda shuru karne se pehle teri jahan jahan bhi pahunch hai na, un sabse meri report manga lena ... agar kisi ek ne bhi mere area mein dhanda shuru karne ki salah di na tujhe ... toh vardi ki kasam tere dhande ka ribbon kaatne main khud aaonga
Woh itna kamina hai ki faltu mein apni arthi par bhi nahi letega
Jahan satya hai wahan vijay hai
Jis din police aur fauj tum logon ki rakhail ban jayegi na ... us din yeh saara mulk ek randikhana ban jayega ... aur jaise chakle chalte hai na ... ussi tarah tum is desh ko bech daloge
Rishwat dene waale se zyada bada gunehgar rishwat lene waala hai
No comments:
Post a Comment