Movies Dialogues - Watching Movies Whatsapp Status

Get latest collection of movies dialogues and watching movie status for whatsapp, facebook etc.

Thursday 4 August 2016

Ponga Pandit Dialogues | Bollywood Drama Film | Dialouges Status

Ponga Pandit Dialogues | Bollywood Drama Film

Aaj raat ke baad jab subah ka suraj niklega ... toh hamare bistar ki shikan ko dekhkar badalon mein mooh chupa lega
Jisne sachche dil se Ramayan aur Gita ka paath kiya ho ... uske shabdon ki laaj bhagwan ko bhi rakhni padti hai
Saanp ka kaata kam se kam mar toh jaata hai ... lekin aurat ka sataya na mar sakta hai, na jee sakta hai
Aurat ka swarg uske pati ki charno mein hai, shaadi ke pavitra bandhan mein hai ... pyar ki khokli duniya mein nahi
Janam se Haridwar ka panda aur mooh mein murgi ka anda
Sukhi jeevan ka ek hi marg hai ... aur woh hai madhyam marg
Jaise Bhagirathi aur Alaknanda ke sangam se Ganga ki pavitra dhara ka janam hota hai ... waise hi hamare milan se is aane waali pavitra santaan ka hoga
Duniya mein pyar ka jawab pyar hota hai ... aur nafrat ka jawab hota hai nafrat
Khoobsurat ladki ki baat par aitbaar na karne waala mard nahi kehlata

No comments:

Post a Comment