Hum insaan hamesha kisi aur ki zindagi churake jeena chahte hai ... yeh fitrat hai hamari
Log kehte hai ki kal main apni zindagi badal doonga, lekin kar nahi paate ... mera kal aa gaya hai, lekin hum chahe jitna badal jaye ... hum mein apne beete huye kal ki keemat deni padti hai
Main sochti hoon ki kya tum sach mein woh ho joh log kehte hai ... ya log joh kehte hai tum woh banne ki koshish kar rahe ho
Zindagi ka asli shor uski khamoshiyon mein hi phassa hua milta hai kahin
Ek achchi tasveer woh hoti hai joh poori kahani bata sake ... aur ek achchi kahani woh joh ek tasveer mein sama sake
Baatein jhooti ho sakti hai ... kahaniyan nahi
Joh baat hum mein samajh mein nahi aati ... woh hum mein sunai bhi nahi deti
No comments:
Post a Comment