Apne mann mein base hue purush ko nikalkar ... bhagya se paye hue pati ko devta maan lena nari hi kar sakti hai ... issi liye Bharat ki nari ko devi kaha jaata hai
Raakh ko koi kitna bhi dehkai ... woh aag nahi ban sakti
Aatma aur parmatma, tapasya aur vardaan, dharm aur satya ke beech bahut kam antar hai ... phir bhi usse paar karne ka maarg bahut lamba hai
Ankahi bahut si baatein hai ... kuch keh lenge, shayad kuch reh jayengi
Is duniya mein jiske haath mein talwar hai ... wohi jee sakta hai
Birha ki aag mein jalte hue purush ki hridaya ki jwala ... updesh ke ghee se nahi bhujti ... usse prem, daya, mamta ke gangajal se hi shaant kiya ja sakta hai
No comments:
Post a Comment