Sarkar Dialogues | Bollywood Thriller Film
Mujhe joh sahi lagta hai main karta hoon ... woh chahe bhagwan ke khilaaf ho, samajh ke khilaaf ho, police, kanoon ... yah phir poore system ke khilaaf kyun na ho
Main kisiko soochne se nahi ... karne se rokta hoon
Nazdiki fayda dekhne se pehle ... door ka nuksaan sochna chahiye
Jiske paas power hai ... uska wrong bhi right ho jaata hai
Koi bhi faisla chunaav se hona chahiye ... dabaav se nahi
Sarkar ek system hai jisme janta bhi ek hissa hai
Taqat logon ko jodhne se badhti hai ... unhe khilaaf karne se nahi
Nahin karoonga main ... aur suno, tujhe bhi karne nahin doonga
Aadmi ko maarne se pehle ... uski sooch ko maarna zaroori hai
Silver Mani light matters mein comedy karte hai ... serious matters mein murder
Shareer keval aatma ka pratibimb hota hai
No comments:
Post a Comment