Kavitaon ke matlab nahi ... unke jazbaat samajhne chahiye
Mumbai shehar ek aaisi shakhsiyat hai joh us mein basne waale har ek ki taqdeer ke upar ... apni khud ki ek taqdeer likhti hai
Taqat ki asli power ... usko chupake rakhne mein hai
Itihaas tabhi banta hai jab kuch badalta hai ... jab kuch nayi utpatti hoti hai ... aur kuch nayi utpatti hone ke liye, pehle ke sabka sarvanash hona zaroori hai
Underworld kabhi marta nahi ... sirf uska roop badalta rehta hai
Aap jaison ki jaat system ke bahar crime karne waalon ke peeche padti hai ... aur system ke andar crime karne waalon ki ghulami karti hai
Confidence aur overconfidence ke beech mein na ... sirf dhaage bhar ka farak hota hai
Idhar ameeron ke liye na ... ladki ek cheez hai aur gareeb ek joke ... gareebon ko saala rehne ke liye kholi nahi milti ... udhar ameeron ke teen teen duplex flats khali pade rehte hai ... kyun ki woh yede foreign mein jaake rehte hai
Sooch ek baar failne lagti hai toh khud bhagwan bhi usse nahi rok sakta
Darr sabse zyada us cheez lagta hai joh dikhai na de ... jiska koi roop na ho
No comments:
Post a Comment