Saudagar Dialogues | Bollywood Thriller Film
Dosti rishto se nah, dil se pehda hoti hai
Agar yeh kinaare hamari mohabbat ki Ganga ko rokne ki koshish kareng, toh phir yeh Ganga bhi bhaad bankar in kinaaro ko todh degi
Taqat ke samne mohabbat ke paigambar apni haar maan sakte ha, mohabbat karne waale nahi
Barood phatkar dharti ko cheer sakti ha, lekin talaab mein khilne waala phool toh khilta hi hai
Yeh Thakur Rajeshwar Sing, itihaas batata nah, itihaas likhta ha, itihaas banata hai
Hum tumhe maareng, aur zaroor maareng, lekin woh bandook bhi hamari hog, goli bhi hamari hogi aur waqt bhi hamara hoga
Sher ko saanp aur bichoo kaata nahin kart, door hi door se rhengte hue nikal jaate hai
Khaash ke tumne hum mein aawaaz di hot, toh hum maut ki neend se uthkar chale aate
Hum kab aate hain aur kab jaate hai, yeh toh taqdeer banane waale ko bhi malum nahi
Jab Rajeshwar dosti nibhata ha, toh afsaane likhe jaate ha, aur jab dushmani karta ha, toh tarikh ban jaati hai
Taqat par tameez ki lagaam zaroori ha, lekin itni nahi ki buzdili ban jaye
Rajeshwar zameen par rehkar bh, aasmaan mein udhta hai
Agar prem ka anth hinsa karti ha, toh hinsa ka vinash bhi sirf prem hi kar sakta hai
Seeti toh woh saaz hai Joinsaan ke dil se nikalti ha, aur saason ki taaron se bajhti hai
Haq hamesha sar jhukake nah, sar uthake maanga jaata hai
No comments:
Post a Comment