Shaan Dialogues | Bollywood Drama Film
Yeh mera ussool hai ... main hamesha ghar mein ghus ke hi maarta hoon
Aaj se tum hamare dost ho, saathi ho, bhai ho
Shakaal ke haath mein jitne patte hote hai ... utne hi patte uski aasteen mein bhi hote hai
Zulm aur paap ka khel toh hamesha zaalimo aur paapiyo ki zindagi ke saath hi khatam hota hai
Jab jab joh joh hota hai ... tab tab woh woh hota hai
Tum logon ko haarna hi tha aur mujhko jeetna hi tha ... is liye ke yeh baazi dono taraf se main hi khel raha tha
Ajeeb janwar hai ... kitna bhi khaye bhookha hi rehta hai
Yeh zahreeli gas dheere dheere mehfil ko aur rangeen banati rahegi
Main unko yunhi nahi maar daloonga ... bahut khel khelke maaronga ... jaise billi chuhon ko maarti hai
No comments:
Post a Comment