Zanjeer (2013) Dialogues | Bollywood Action Film
Sher Khan baimaani ka dhanda bhi imaandari se karta hai
Hamare haathon arrest hone waale ... bail nahi maangte
Jab tak baithne ke liye na kaha jaaye sharafat se khade raho ... yeh police station hai tumhare baap ka ghar nahi
Agar usse kuch hua toh goli aaisi jagah daloonga ... ki karobaar toh chhod ... tu din ke zaroori kaam karna bhi chhod dega
Mumbai mein kuch log aane ke liye marte hai ... aur kuch aakar marte hai
Lalach khatam ... tarakki khatam
Mumbai mein insaan ki keemat uski supari se hoti hai
Kal tak mere paas tumhe na chune ke orders they ... aaj tumhari maarne ke tarike hai
Shak jab tak kam hai toh theek hai ... bimaari ban jaaye toh musibat khadi kar deta hai
Jiska haath kandhe par ho ... wahi gardan tak aasani se pahunchta hai
Main ghisne ke liye tayaar hoon ... ghiskar chalne ke liye nahi
Yahan se uthe toh seedhe gaon chale jaana ... kyun ki har baar taqdeer mein hospital nahi hoga
Mujhe seniors bulate hai firing dene ... ya criminals dhamki dene
Tere paas do options hai ... ya apne pairon pe chal ... ya mere kandhe par
Aapka pasina garmi se nikla ya darr se?
Age se kya karna hai ... jab mileage strong hai
Agar good news nahi suna ... toh tera family bad news sunega
Kanoon ke haath lambe hote hai ... pair nahi
Aadmi khatam ... lalach khatam
Chicken aur chicks ... the two "Meows" of life
No comments:
Post a Comment