Zindagi zaroorto ke hisaab se guzaarni chahiye ... na ki khwaisho ke hisaab se ... kyun ki zaroortein saala fakir ki bhi poori ho jaati ... magar khwaishein badshaho ki bhi adhoori reh jaati hai
Duniya mein joh dhanda ganda hota hai na ... woh kabhi manda nahi hota hai
Aaisi jagah laat marenge na ... ki poori zindagi apni aurat ke paas jaane se gabrayega
Saali zindagi hai hi fifty fifty ... kisi ki kaali zindagi mein umeed ki safedi ... toh kisi ki safed zindagi mein samjaute ka kaala daag
Hum galati kare toh maafi maang lete hai ... koi doosra galati kare toh insaaf maangte hai
Saali dikhti hai Prem Chopra jaisi ... khud ko Priyanka Chopra samajhti hai
Shaadi nahi hui toh kya hua, suhagraat toh roz manati hoon ... pati nahi mila toh kya hua, crorepati toh roz milte hai
Jin logon ki zindagi gaali ho na ... woh bhajan nahi gaya karte
Market ka doodh market mein hi pee lena chahiye ... garma garm
Hum mein toh lagta hai ki life ek ice cream ... taste karoge toh bhi pighlegi, waste karoge toh bhi pighlegi ... so taste it, don't waste it ... enjoy your life
Jhoparpattiyo mein toh sirf umeedein palti hai ... aur sapne ... sapne toh sirf achche ghar mein hi poore hote hai
Zindagi 50 50 hoti hai ... kabhi haar toh kabhi jeet hoti hai
Joh ladki apna jism bechti hai ... uske saath uska zameer bhi bik jaata hai
Apun ko private property nahi banna ... apun public property hi thik hai
No comments:
Post a Comment