Zulmi Dialogues | Bollywood Drama Film
Jis tarah chalaang lagane ke liye khiladi ko peeche aana padta hai ... ussi tarah dushman ko jadh se ukhaadne ke liye kabhi jhukna bhi padta hai
Dushman ke ghar mein daakhil hone ke liye ... tameez ki nahi taqat ki zaroorat hoti hai
Dushman chatt ke neeche aa jaye ... toh mehmaan ban jaata hai'
Jab dimaag mein gussa ho aur aankhon mein nafrat ... toh nishana theek nahi lagta hai
Balraj apne dushman ko us waqt tak nahi bhoolta ... jab tak usse shamshan tak nahi pahuncha deta
No comments:
Post a Comment