Yeh na hota toh koi doosra gham hona tha ... main toh woh hoon jise har haal mein bas rona tha
Jitni nafrat hamare liye tumhare dil mein hai ... usse zyada pyar tumhare liye hamare seene mein hai
Zindagi kabhi kabhi aaise modh par aa jaati hai ... jahan se koi U-turn nahi hota
Aulad pehda hote hi mar jaye toh ek dukh ... jawan hoke mare toh dugna dukh ... aur agar aulad tere jaisi nalayak pehda ho jaye ... toh zindagi bhar ka dukh
Hindustan mein ek-atees rajya hai, solah-sau-athara bhasha, che-hazar-char-sau jaatiyan aur che dharm hone ke bawajood ... Hindustan ek hai
Jis ghar ka jawaan beta aadhi raat tak bahar rahe ... us ghar ke bade buzurgon ki aankhen bhi bahar hi rehti hai
Har roz lakhon hazaron phool khilte hai ... magar koi bhi phool apni marzi se kisi ke arthi par chadne ke liye nahi khilta
No comments:
Post a Comment