Desi Kattey Dialogues | Bollywood Drama Film
Hum inaam mein saansein dete hai ... toh sazaa mein saansein cheen lete hai
Galiyan goliyon waali, dosti sadiyon waali ... the shaakon ke kadak patte, jinhe kehte the desi kattey
Jab tak seh sakte the seh liye ... jab bardasht nahi hua toh thok diya
Yeh jail ki salakhein hum mein qaid kar sakti hai ... hamari badshahat ko nahi
Musibate teen sau saat ... phir bhi saala thaat pe thaat
Dheere dheere re mana, dheere sab kuch hoye ... aur maali seenche sau ghada, ritu aave phal hoye
Jeetna sabhi chahte hai ... lekin jeetta sirf woh hai ... joh apna sab kuch bhulakar sirf apne maqsad ko jeetta hai
Jin khoja tin paiyan, gehre pani paith ... aur tu banwari dooban gayi, rahi kinare baith
No comments:
Post a Comment