Don (2006) Dialogues | Bollywood Thriller Film
Kuch kaam aaise hote hai jin mein fayda yah nuksaan nahi dekha jaata ... bus unhe karna zaroori hota hai
Mera intezaar toh gyarah mulkon ki police kar rahi hai lekin ... Don ko pakadna mushkil hi nahin ... namumkin hai
Don ke dushman ki sabse badi galati yeh hai ... ki woh Don ka dushman hai
Mujhe junglee billiyan bahut pasand hai
Mujhe jahan pahunchna hai uske liye yeh raftaar bahut zaroori hai
Mujhe do tarah ki ladkiyan pasand nahi aati ... ek woh joh mere pass aane mein bahut derr lagaye aur doosri woh joh bahut jaldi aa jaye
Yeh tum janti ho ki yeh pistol khali hai ... main janta hoon ki yeh pistol khali hai lekin ... police nahin janti ki yeh pistol khali hai
Log Don ko nahi ... duniya ko chhodte hai
Bahar tumhari aunty bahut saare uncles ko lekar aayi hai
No comments:
Post a Comment